Free delivery on orders above ₹600
Home / Apna Anaj Bechein

Apna Anaj / Saman Bechna Hai?

Kisan Bhaiyo Ke Liye

Hume Apna Anaj Batayein, Hum Aapse Sampark Karenge

Agar aapke paas bechne ke liye gehu, dal, chawal ya koi aur fasal hai, to neeche diya hua form bharein. Hamari team aapko phone karegi, quality discuss karegi, aur sahi daam decide karenge — bina kisi middleman ke.

Form Bharein

Apna naam, phone, aur product details batayein

Hum Call Karenge

24-48 ghante mein hamari team sampark karegi

Sahi Daam Milega

Quality check karke, bina middleman ke sahi price

Agar aap regular basis par hume saman dena chahte hain aur apna khud ka product listing chahte hain, to Kisan Portal mein login karein.

Cart mein add ho gaya!