₹600 se upar free delivery
Home / Hamare Kisan

Hamare Kisan

Pehchaan Ke Saath Bharosa

Jin Kisano Se Aata Hai Aapka Anaj

Hum apne har kisan partner ko aapse milwana chahte hain — taaki aapko pata ho ki aapka khana kahan se aa raha hai.

Ramesh Patel
Bahoriband, Katni
18 saal anubhav Organic

Ramesh ji 3 generations se apne khet me dal aur anaj ugate hain, bina kisi rasayanik khad ke.

Sunita Devi
Vijayraghavgarh, Katni
12 saal anubhav Natural Farming

Sunita ji apne gaon ki pehli mahila kisan hain jo natural farming apnati hain.

Gopal Singh
Badwara, Katni
25 saal anubhav Traditional

Gopal ji ka pura parivar kheti me hai, gehu aur chana unki khaas fasal hai.

Kisan Hain Aap?

Apni Fasal Hum Tak Pahunchayein

Agar aap kisan hain aur apni fasal Urban Anaj ke through bechna chahte hain, hum se judiye.

Hum Se Judiye
Cart mein add ho gaya!